NAZM
Kaise
kaise jina sikha, has ke rona ro ke hasna sikha.
Kaun
ata kaun jata, kaun kehta kaun sunta,
Sabhi
masroof the itne
Ki
fir hamne ap hi kehna, ap se hi sunna sikha.
Mausam
badalte dekhe,pathther pighalte bhi dekhe,
Par hairan
to tab hue jab ki zajbaat badalte dekhe.
Andhiyaan
uthte dekhi, ghatayen ghumadte dekhi,
Ye sab to yuhi hua krta hai,par achanak fir
fitrate badalti dekhi.
Ghazab ka
jazba tha “shabda” mein bhi lekin
Jab tak
samjha gaya
samjha tera jalwa e duniya…
Na samjha
to usi to nazmo mein pirona sikha.
-shabda
No comments:
Post a Comment